Site icon Tech2Kris

CIBIL score Kya Hota Hai ? CIBIL Score ko kaise Badhaye |

What is CIBIL score

Toh sabse pahle to hum ye jaan lete hai ki CIBIL score kya hai. Cibil Score ko Credit Score bhi kaha jata hai.

CIBIL Score Ko check kaise kare :

CIBIL ko aapke life me kafi important role hota hai agar apko loan lena hai to aur aapka score accha nahi hota to aapko bank se loan bhi nahi mil pata ya fir credita card ko apply aap kar nahi paoge.

To agar aapko aapka CIBIL Score Check Karana hai to aapko kafi saari websites mil jati hai jiski madat aap aapka credit score ko bahot jaldi aur kafi easy tarike se check kar sakte ho.

Bahot si aisi sites hai jaha aapko CIBIL score ko check karne ke liye kuch paise dene padte hai.

But guys aapko bata du ki bahot si aisi bhi sites hai jaha se aapka CIBIL score ya fir Credit Score kafi Easy tarike ke se aapke ghar pe baithe baithe apne moblle ya fir laptop me check kar sakte hai.

Example : dekha jaye to Paisabazaar, bank bajaar aur CIBIL.com etc Aise kafi saari sites se aap aapka CIBIL score check kar sakte ho.

CIBIL score kitna hona Chahiye :

Ab aapko cibil score kitna important hai pata hi chal gaya hoga. To ab hum ye dekhte hai ki aapka cibil score kitana hona chahiye jisse aapko koi bhi bank loan de ya fir credit card de. CIBIL score aapko 300 se 900 ke beech me rahta hai par cibil jo hai 4 parts me divide hota hai jisse dekha jaye to.


WHAT IS INSURANCE & EXPLAIN ABOUT INSURANCE |


CIBIL Score ko kaise Badhaye :

 

Exit mobile version